Bewafa

Bewafa Shayari

Dard ab aur na de aye khuda main ab seh nahi sakta, Tu sunta nahi aur main kisi aur se keh bhi nahi sakta, Wo zakham aise de gaya jo jaate nahi sahe mujhse, maut aati nahi aur main zinda rehne ki bhik maang nhi sakta.

Bewafa Shayari

Na-jaane kyu khayal aata hai mujhe, Jaise aaj se pehle kahi dekha hai tujhe, bus kuch palo’n ki hi baat ho jaise, tanha Chod ke chal diya tha tu mujhe.

Bewafa Shayari

Wo pyaar mein hamara imtehan kya legi, milegi najar se najare to najar zukha legi, Use meri mayyat pe diya jalane ko na kehna, wo nadan hai dosto apne haath jaala legi.

Bewafa Shayari

Dilo’n ko saudagar hazar mil jayenge, Tumko daga dene wale bar-bar mil jayenge, Milega na tum ko hum jaisa koi hamsafar, Milne ko to dost yaha hazaar mil jayenge.

Bewafa Shayari

Ek Dil Mere Dil Ko gehra Zakham De Gaya, Zindagi Bhar jeene ki Kasam De Gaya, Lakho Phulon Mein Se Phool Chuna Hamne, Jo Kanto Se Gehri bhi Chubhan De Gaya.

Bewafa Shayari

Sab Kuch Mila Bas ek Khudai Ke Siwa Zindagi Bohat Pasand Aayi Ruswayi Ke Siwa, Meri Chahat Ka Ehsaas Bhi Na Hoga use, Uski Har Adaa Pasand Aayi Bewafayi Ke Siwa.

Bewafa Shayari

Nikal gaye mere paas se iss kadar, Jaise ki mujhe pehchante hi nahi, Kitne zakham khaye hai dil ne mere, Phir bhi use bewafa ham mante nahi.

Bewafa Shayari

Hamare ansoo ki pyali hi jaam ho gayi, Izzat bhi hamari ab to neelam ho gayi, Kyu use bewafa ki raah takti hai ye nazar, Ab to nazar bhi gairo ki gulam ho gayi.

Bewafa Shayari

Hum to tere dil ki mehfil sajane aaye they, teri kasam tujhe apna ham banane aaye they, kis baat ki saza di tune ham ko aye sanam, bewafa hum to tere dard ko apnane aaye they.

Bewafa Shayari

Naam likh ke uss ne mera mitaya hoga, Soo baar usko meri yaadon ne rulaya hoga, Uss ke chehre pe mera naam likha hai yaaro, Uss ne kis kis se ye mera naam chupaya hoga.

Bewafa Shayari

Khuda Ne Kaash Mohabbat Banayi Na Hoti, Toh Aaj Iss Tarah Hamare Pyar Ki Ruswayi Na Hoti, Kaash Unke Dil Mein Zara Si jo Wafa Hoti, To Iss Tarah Mere Sath aaj Bewafai Na Hoti.

Bewafa Shayari

Tu kabhi Bewafa Hogi Socha Hi Na Tha, Tu Bhi Kabhi Khafa Hogi Socha Hi Na Tha, Jo Ghazal Likhi The Kabhi Pyaar Par Tere, Wahi ghazal Ruswa Honge Socha Hi Na Tha.

Bewafa Shayari

Kya Gila Kare Ham Unse Bewafai Ka, Ham Khud Hi Laye The Mausam Tanhai Ka, Wo To Milo Door chale gaye The Hamse, Ham Hi Picha Karte Rahe Unki Parchayi Ka.

Bewafa Shayari

Pyaar Karne Waale aashiq kabhi Darte Nahi, Log Majnu Kehte Hai Par Wo kabhi Chidte Nahi, Hamare Pyaar Ki Mashuriya Koi to Dekhe, ab to ham unhe bhi bewafa ke sakte nahi.

Bewafa Shayari

Fareb tha hasi mein hum aashiqi samajh baithe, Maut ko bhi apni hum zindagi samajh baihe, Waqt kar raha tha mazak ya thi ye badnasibi meri, Unki do baato ko ham apni chahat samaj bathe.

Bewafa Shayari

Ajeeb shaqs tha kaisa mizaj rakhta tha, Sath reh kar bhi ikhtilaf rakhta tha, Mohabbat to use thi kisi aur se shayad, Hum se to yuhi hansi mazak rakhta tha.

Bewafa Shayari

Bhula Ke Mujhko Agar Tum Ho Salamat, To Bhula Ke Tujhko Sambhlna Mujhe Bhi Aata Hai, Nahi Hai Meri Fitrat Main Ye Aadat, Warna Teri Tarha Badalna Mujhe Bhi Aata Hai.

Bewafa Shayari

Bin unke zindagi mein koi Khusi Nahi, wo nahi to aaj labo par Hansi Nahi, Na samjha wo agar to hum kya kare, Iss Dil me unke siwa kisi or ki jagah Nahi.

Bewafa Shayari

Ek Khushi ki chaah mein har khushi se door hue hum, Kisi se kuch keh bhi na sake itne majbur hue hum, Na aayi unhe nibhaani pyar mein wafa, Aur zamane ki najar mein bewafa ke naam se mashur hue hum.

Bewafa Shayari

Wo Hans Kar Mile Ham Pyar Samjh Baithe, Faqat Ulfat Ko Hi Izhaar Samjh Baithe, Itni Aache to Na thi kismat Humari, Khud Ko Unn Ki Chahat Ka Haqdar Samjh Baithe.

Bewafa Shayari

Mohabbat ne aaj humko rula diya, Jis par marte rahe usi ne bhula diya, Hum to unki yaad me aanhsu peete gaye, ek din usne anhsuo me bhi zeher mila diya.

Bewafa Shayari

Itni Chahat Ki Uss Se Ki Inteha Ho Gayi, Wo Mohabbat Kar Ke Phir Bewafa Ho Gayi, Main To Bas Chahta Raha Toot Kar Use din-raat, Bas Yahi To ek Mujh Se ab Khata Ho Gayi.

Bewafa Shayari

Tere Janam-Din Par Tujhe Kya Pesh Karu, Tajmahal Du Tujhe Ya Chanda mama Pesh Karu, Aur To Kuch Nahi Mere Pass Aye Mere Sanam, Sochta Hu Bas Tujhe Apni wafa ko Pesh Karu.

Bewafa Shayari

Mujhe Miti Ke Ghar Banane Ka Shok Tha, Use Aashiyane Girane Ka Shok Tha, Wo Bewafa Tha Is Mein Hairat Ki Baat Kya Hai, Mujhe Bhi Bewafa Logo Se Dil Lagane Ka Shok tha.

Bewafa Shayari

Ashqon Se Nahi Bujhte Shole Dard-e-Pyaar ke, Maut Bhali Aise itne Lambe Intezaar Se, Marte Hai Roz ham Bina Dedar-e-Yaar Ke, Tanhai Acche Thi Uss bewafa Ke Pyaar Se.

Bewafa Shayari

Mila Ke Nazar, Nazar Loot Lenge, Yeh Bewafa Jalwe Jigar Loot Lenge, Hasino Pe Hargiz Bharosa Mat Karna Dost, Maa Kasam Ghar Ke sukoon-e-chain Loot Lenge.

Bewafa Shayari

Meri gali se wo jab bhi gujarta hoga, Mod pe jaake kuch der theharta hoga, Bhool jana mujko itna asaan to n hoga, Dil mein kuch toot ke to bikharta hoga.

Bewafa Shayari

Bohat Udhas Hai Koi Shaqs Tere Jaane Se, Ho Sake To Laut Aa Kisi Bahane Se, Tu Laakh Khafa Sahi Magar ek Baar To Dekh, Koi Toot sa Gaya Hai Tere Rooth Jaane Se.

Bewafa Shayari

Najre Mile ab Ek Zamana Ho Gaya, Aisa Lagta Hai Apna Koi Begana Ho Gaya, Wo To Chale Gaye Humse bewafa karke, Mushqil Iss dil Ko ab Samjhana Ho Gaya.

Bewafa Shayari

Ehsaan Kiya Usne Mujhe Pyaar Sikha Kar, Kya Hoti Hai Chahat Ye Mujh Ko Bata Kar, Judai Hota Hai Pyaar Ka Asli Matlab, Chod Diya Mera Saath Bas Itna Batakar.

Bewafa Shayari

Meri Kalam Se Lafz Kho Gaye Shayad, Aaj phir se Wo Bewafa Ho Gaye Shayad, Jab Neend Khuli To Palko Mein tha Paani, Mere Khawab Mujh Pe Hi Roo Gaye Shayad.

Bewafa Shayari

Pyaar Kar Ke Use Dil Se Mitana Muskil Tha, Wo Tufaan Palko Mein Rok Pana Muskil Tha, Asaan Laga Use Yaad Kar Ke Mar Jana, Kyuki Bhool Ke Use jee Pana Muskil Tha.

Bewafa Shayari

Pathar ki pooja kar baithe hum nadan the, uski aadat, uski Fitarat se anjaan the, waqt ne hamko khilona bana diya yaro, warna hum bhi kabhi kisi ki jaan the.

Bewafa Shayari

Tumhe’n chahne ki saza hamne paayi, Tumse dil lagane ki daga hamne khayi, Agar karni thi humse yun hi bewafai, To fir kyun iss dil mein apni jagah banayi.

Bewafa Shayari

Chaha tha jise use bhulaya na gaya, Zakhm dil ka logo se chupaya na gaya, Bewafai ke baad bhi itna pyar karta hai dil unse, Ki bewafai ka ilzaam bhi uss par lagaya na gaya.

Bewafa Shayari

Duniya mein jeene ki chahat na hoti, Agar khuda ne mohabbat banayi na hoti, Log marne ki aarzoo na karte, Agar mohabbat me bewafai na hoti.

Bewafa Shayari

Aye mera janaza uthane waalo, Dekhna koi bewafa mere paas na ho, Agar ho to usse kehna, ki Aaj to khushi ka mauka hai yu udaas na ho.

Bewafa Shayari

Sab Kuch Mila Bus Khudai Ke Siwa, Zindagi Bahut Pasand Aayi Ruswai Ke Siwa, Meri Chahat Ka Ehsaas Bhi Na Hoga, Uski Har Adaa Pasand Aayi Bewafai Ke Siwa.

Bewafa Shayari

Pathaar ki pooja kar baithe hum naada the, Teri aadat teri fitrat se anjaan the, Waqt ne hame khilona bana diya yaaro, warna hum bhi kabhi mehfilon ki jaan the.

Bewafa Shayari

Chahte the jinhe unke dil badal gaye, Samundar to wohi the par sahil badal gaye, Qatal aisa hua kissto mein main mera, Kabhi badle khanjar to kabhi Qaatil badal gaye.

Bewafa Shayari

Ek Pal Bhi Dekhna hame Gawara Nahi Use, Zara Bhi Ehsaas Hamara raha Nahi Use, Wo Sahil Se Dekhta Raha Doobna Mera, Hum Bhi Doobte Rahe Par Pukaara Nahi Use.

Bewafa Shayari

Chand ne ki hogi suraj se mohhabat, isliye to chand main daag hai, mumkin hai chand se hui hogi bewafai, isliye to suraj main itni aag hai.

Bewafa Shayari

Bahut Samjhaya Tha Dil Ne mujhe, Ye Haseena Kisi Ki Talabgar Nahi Hoti, Nahi Hota Inka Vasta Wafa Se kabhi, Ye Kisi Ki Chahat Ki Haqdaar Nahi Hoti.

Bewafa Shayari

Tanhai Jad Kismat Che Likhi Hai, Teh Ki Shikayat Apne To Begane Nu, Asi Mit Gaye Jinna Di Chah Wich, Oh Baaz Nahi Aande Sanu Ajmaun che.

Bewafa Shayari

Zanaza mera uth raha tha, fir be takleef thi unko aane mein, Bewafa ghar mein baithe puch rahe the, Or kitni dair hai use dafnane mein.

Bewafa Shayari

Yeh kya naam du iss deewangi ko, Dil ki bechainiya tadapane lagi hai, Bata kya kahu iss rawanagi se, Jo pal-pal mujhe bulane lagi hai.

Bewafa Shayari

Hum ne to jaan luta di pyar mein, Mehboob ne hi dhokha de diya hume, Hum ne to khushiyan maangi thi, Usne zindagi bhar kaa gham de diya.

Bewafa Shayari

Wo Kisi Ki Dil Lagi Ko Saza Samjhne Lage, Do Pal Ruth Ke Guzare, To Jafa Samjhne Lage, Wo Kya Jaane Ke Hum Kitna Roye Unke Bagair, Wo to bas yuhi Mujhe Bewafa Samjhne Lage.

Bewafa Shayari

Use kehna maje mein hai hum, Bas zara yaade satati hai, Uski doori ka gum nahi mujhe, Bus zara aankhie bheeg jati hai.

Bewafa Shayari

Hath se hath chudane lage ho, Mujhko pathar ka banane lage ho, Zara thehro mein yakeen to kar loon, Tum mujhe chod ke jaane lage ho.

Bewafa Shayari

ek Pal Ka Ehsaas Bankar Aate Ho Tum, Dosre Hi Pal Khawab Bankar Ud Jate Ho Tum, Jante Ho Ki Lagta Hai Dar Tanhaiyo se, Phir Bhi Baar-Baar Tanha Chod jaate ho Tum.

Bewafa Shayari

Lamha-lamha ye waqt gujar jayega, Pal do pal mein ye safar yuhi kat jayega, Abhi waqt hai to do chaar baatein kar lo, Kaun jaane kab zindagi mein koi aur aa jayega.

Bewafa Shayari

zaruri nahi ki pyar ki manzil mil jaye jise hum chahte h wo hume mil jaaye n mile to n kaho use bewafa dua karo koi humse bhi pyara use mil jaye....

Bewafa Shayari

Hum Nahi Jante Pyaar Mein Bewafai Kyu Milti Hain Per Itna Zaroor Jante Hain...!!! Ke Jab Dil Bhar Jaye Toh Log Kahin Aur Dil Laga Lete Hain...!!

Bewafa Shayari

Kitni masoom si ada hoti he. Palat kar dekho to hawa hoti he. Nadan he jo chahte he kisi ko zindagi ki trah. wo nahi jante ke zindagi bhi to bewafa hoti he.

Bewafa Shayari

Raat ke khayalon me to wo sahjadi nazar aati he Par hakikat me to woh barbadi nazar aati he. Kitne and he ho gaye hum unke pyar me Ke tabahi me bhi hame apne aabadi nazar aati he.

Bewafa Shayari

Dillagi ki kisi ko SAZA na mile pyar bina JEENA pade... assi maut na mile... APNE hum dum se BEWAFAI na mile...

Bewafa Shayari

Waqt bita or wo juda ho gaye Unki judai ke tare gawah ho gaye Jinhone khai thi kasam wafa nibhane ki Aaj woh hi kyun bewafa ho gaye

Bewafa Shayari

Ho Gayi Thi Tab Wo BEWAFA Ab Chain Se Hum Bhi Sote Hai Par Dard Sa Uthata Hai DIl Me Jab Meri Kabra Pe Aake Rote Hai...

Bewafa Shayari

Nigahe bhacha kar jo chalte hai mujhse kabhi unko mujhse mohobat hue the Jo mehbob se ajnabi ho gaye hai kabhi unko mujhse mohobat hue the.

Bewafa Shayari

Bewafa Sanam muskurate labo ko aansu pila diya Mohabbat Ka Karz tha usne chuka diya Maine kaha dil mein Mohabbat ki roshni kar do Usne isi bahane Dil hi jala diya...

Bewafa Shayari

Jane kya soch ke lehrein sahil se takrati hain Aur phir se laut jati hain.. Samaj nahi ata ke woh kinaro se bewafai karti hain.. Ya phir laut ke samandar se wafa nibhate hain

Bewafa Shayari

Hum kitne bewafa hain Ki ek dum un k dil se nikal gaye MerE DosT Un me kitni wafa thi Ki aj tk hmare dil se Nahi Gaye.!!!

Bewafa Shayari

Patthar Ki pooja kar baithe hum Anjan the Tumhari har Adat aur bewafai se nadan the Tumhi ne bana diya hai hame bejan moorti Warna hum bhi pehle kisi mehfil ki Jaan the

Bewafa Shayari

Koi aaya hoga na koi aaya hoga.sayad hawao ne mera darwaaza hilaya hoga maine to apna ghr barf ka banaya tha jaane us bewafa ne kaise jalaya hoga.

Bewafa Shayari

Aankho se aansu bahate hu jane kyun Me uski har jaga ke liye Sochta hoon kyun har pal me deewana Uss jalim bewafa ke liye.

Bewafa Shayari

Zaruri nahi ki pyar ki manzil mil jaye jise hum chahte h wo hume mil jaye... na mile to na kaho use bewafa dua.. karo koi humse bhi pyara use mil jaye ...

Bewafa Shayari

Kabhi Raste Juda Ho Jate H. Kabhi Log Khafa Ho Jate H. Hm To SabSe Wafa Karte H. Lekin Na Jane Q Apne Hi Humse Bewafa Ho Jate he.

Bewafa Shayari

Kash jate hue waqt ko rok pate hum Dosti mein bitaya har lmha jod pate hum Na jane kitni yade dosto ne di humein Kash unke liye zindagi ko piche mod pate hum.

Bewafa Shayari

Tumse Kya Shikwa e Dost Bewafai Ka Jab Mujhse Mera Naseeb Hi Rooth Gya Sach To Ye H Dost Mai To Wo Khilona Hu Jo Badnasib Khel Hi Khel Me Tut Gya......

Bewafa Shayari

Kanto me haath daale ful todne ko unki raho me bichane ko jindagi bhar jalte rase unhe roshni dikhane ko ab wo kahtw he apne bewafai ki ab aap hi batai kya kahe is jamane ko

Bewafa Shayari

Kbhi Kbhi Ye Sub Apna Khayal Lgta Hai Wo Mera Hai Ya Nhi Uljha Sawal Lgta Hai Main Wafa Kr K B Badnamiyoun Main Ho Wo Bewafa Ha Mgar Bemisal Lgta Hai

Bewafa Shayari

Ishq karna to lagta he jaise Maut se bhi badi ek saza he Kya kisi se shikayat kare hum Jab apni taqdir hi BEWAFAA he..

Bewafa Shayari

Kitna pyaar karte hum unse Kaash unhe bhi ye ehsas ho jaye Kahi aisa na ho ki woh hosh mein tab aaye Jab hum KISI AUR ke ho jaye.

Bewafa Shayari

Kadam yuhi dagmaga gaye raste mein warna sambhalna hum bhi jante the thokar bhi lagi to kis us pathar se jisse hum apna mante the!!

Bewafa Shayari

Wo nikal gaye mere raaste se is kadar ki Jaise ke woh mujhe pehchana he nahi. Kitne zakham khaye he mere is dil ne Phir bhi hum uss ko bewafa manta nahin.

Bewafa Shayari

Ankhe kyon hui meri num kabhi sochna kyon hua hum pe itna sitam kabhi sochna pyar to hum dono ne kiya tha lekin sirf mujhe he kyon mila itna gum kabhi sochna.

Bewafa Shayari

Aansuon ko palkon pe laaya na kijiye. Dil ki baatein har kisi ko bataya na kijiye Log mutthi mein namak liye firte hain.. Apne har jakhm dikhaya na kijiye

Bewafa Shayari

Bhulenge hume to kuch na hum kahenge Hoga dil mein dard to chup chap hum sahege Agar bhul ke humein khush hai wo To bhul jaye humein ye dua hum krenge.

Bewafa Shayari

Gamo Ki Barsat Samete Baitha Hu Kisi Bewafa Se FAREB Khaye Baitha Hu Jane Kab Dega Uparwala Maut Mujhe Khuda Ke Bharose Aas Lagaye Baitha Hu

Bewafa Shayari

Bas ek khata humse ho gayi had se zyada mohabbat unse ho gayihum nazar na utha sake kisi or ki taraf aur wo kehte hain ki hamari chahat bewafa ho gayi..

Bewafa Shayari

Maut Ka Kya Kasoor Gar Zindagi Bewafa Nikle Kuch Pal Ruk Kr Fir Chal Nikal Unse Kya Kahe Wo To Sache H Jab Meri Taqdir Hi Mujh Se Khafa Nikle.....

Bewafa Shayari

Wo kehte hain humein ki ab aap badal gaye ho Hum bhi hass padey ye soch ker ki Toote hue patton ke rang aksar badal hi jaya karte hai.

Bewafa Shayari

Hum ne to saza pai he teri dagai ki Yaad aati he harpal teri bewafai ki Badi beshami se gairo ka daman tune tham liya Ye to bata ke mere pyar me bura kya thi.

Bewafa Shayari

Dard de gayitadap de gayijaate jaate gum judai ka de gayesaath dena te bas mein nahi tha to O BEWAFAA to fir mujhe kyon ye ruswai de gayi..

Bewafa Shayari

Dhoka diya tha jab usne mujhe Jindgi se main naraz tha Phir socha usse dil se nikal du Dekha to kambkth dil vi uske pas tha.

Bewafa Shayari

Ban kar ehsas meri dhadkan ke paas rehte ho Tasvir ban kar meri ankhon ke paas Rehte ho Puchna hai bas ek sawal.. Humse dur hokar kya aap bhi Udaas rehte ho.

Bewafa Shayari

Dil ki awaz koi pehchanta nahi Kisko kya dard hai koi janta nahi Hum bhi nahi chahte aapko pareshan karna Magar kya kare.. dil hai ki manta nahi!

Bewafa Shayari

Na wo sapna dekho jo tut jaye Na wo hath thamo jo chhut chhut jaye Mat aane do kisiko itna karib ke.. Uske dur jane se insan khud se ruth jaye.

Bewafa Shayari

Darya wafaon ka kabhi rukta nahi Mohabat mein insan kabhi jhukta nahi Khamosh hain hum unki khushi ke liye Aur Wo smajh baithe hain ki dil humara dukhta nahi.

Bewafa Shayari

Wo Kisi ki Dil Lagi ko Saza Samjne Laga Do pal Roth k Guzare to Jafa Samjne Laga Wo kia jane k hum ktna roye unke Baghair Wo Baghair soche smje muje bewfa Samjne Laga.

Bewafa Shayari

Khuda ek bar use ye ehsas dela de kitna intjar hai zara use bata de har pal dehkte hai rasta usi ka na intjar karna pade mujhe aisi neend sula de.

Bewafa Shayari

Hame na saza mili aur na wafa mili Na jaane kyun har khushi hum se khafa mili Juthi muskan sajti rahe aur apne gam chupate rahe Saccha pyar karne ki bhi hame kya saza mili

Bewafa Shayari

Teri bewafaai mein dil bekaraar hi na karoon Tu hukm de to tera intezaar hi na karoon Tu bewafa hai to kuch iss kadar bewafaai kar Ke tere baad main kisi aur se pyaar hi na karoon

Bewafa Shayari

Ek ye hi sawal hai jiska dil se koi jawab nahi aata... Mai tujhse dur jana chahti hu magar... Bin tere ab mujhe karar nahi aata.. Dil ko man aati rehti hoon ki tu sirf mera h.. Pr haqiqat to ye hai ki tere naam mere naam k sath nhi aata..

Bewafa Shayari

Tumhara jutha pyar ko hamari zindagi samjaTumhe apna dil deke tumhara dard liyaTumhare khel ko me samaj na saka Tumko bewafa kehne ka kabil na raha...

Bewafa Shayari

Zindagi me tujhe chain Na aayega Tanhai ka andhera tujhe har pal satayega Jab kabhi tujhse v karega koi bewafa Tab tujhe mera pyar yaad ayega.

Bewafa Shayari

Barbaad Kar Gaye Wo Zindagi Pyaar Ke Naam Se; Bewafai Hi Mili Sirf Wafa Ke Naam Se; Zakham Hi Zakham Diye Us Ne Dawa Ke Naam Se; Aasman Bhi Ro Pada Meri Mohabbat Ke Anjam Se!

Bewafa Shayari

Kuch Is Tarah Se Meri Zindagi Ko Maine Aasaan Kar Liya; Bhulkar Teri Bewafai Apni Tanhai Se Maine Pyaar Kar Liya!

Bewafa Shayari

Ek Shakhs Ko Dil Me Jagah Di Thi Khwabon Ki Duniya Ussi Saja Di Thi Maloom Na Tha Woh Bewafa Nikle Ga Us Par Bharosa Karke Khud Ko Saza Di Thi

Bewafa Shayari

Meri barbadi ka andaaz tum na laga sakoge Mere nikalte aansu ko tum kabhi na samajh sako ge Ret he ret he ab to meri palko par jama Muje suljane me tum khud he ulaj jao ge.

Bewafa Shayari

Unke Kehne Par Duniya Chhod Aaye Sabhi Risto Se Muh Mod Aaye Humse Na Mangna Hisab Bewafai Ka Unki Chahat Me Kitno Ke Dil Tod Aaye

Bewafa Shayari

Meri koi khata to Saabit kar Jo Buri hun to Bura Saabit kar Tujhe chaha hai kitna tu kya jane Chal main Bewafa hi sahi Tu Apni Wafa Saabit kar..!!!

Bewafa Shayari

Woh Koi Aur Hi Tha Jise Tumse Wafa Ki Ummeed Thi Hume Toh Bus Ye Dekhna Hai Ki Tum Bewafa Kab Tak Ho...

Bewafa Shayari

Teri mohbat ki inteha dekhi ke lahoo ke har zarre mein tu daudta hai aur teri bewafai ki inteha bhi dekhi ke khwabon mein bhi tanha chodta hai

Bewafa Shayari

Ret Pe Naam Kabhi Likhte Nahin; Kyonki Ret Pe Likhe Naam Kabhi Tikte Nahin; Aap Kehte Ho Tum Patthar Dil Ho; Par Patthar Pe Likhe Naam Kabhi Mitte Nahin!

Bewafa Shayari

Agar Mohabbat Ki Tijarat Ka Itna Shoq Hai To Ye Baat Bhi Jaan Lo Wasi. Yahan Wafa Ka Koi Mol Nahi Hota Or Bewafa Bohat Anmol Hote Hen

Bewafa Shayari

Farz tha jo mera nibha diya maine usne jo manga vo sab diya maine Wo sunke gairon ki baten bewafa ho gaya samajh k khwab usko akhir bhula diya maine.

Bewafa Shayari

Lash meri uth rahi thi mere ashiyane se fir b takleef thi unko mere ghar tak ane me . woh bewafa ghar me baithe hi puch rahe the or kitni der baaki h usey jalane me.

Bewafa Shayari

Saanse bhi chubti hai or dil bhi rota hai uss bewafaa pe ye deewana aaj bhi marta hai duri uski mujhe aaj bhi sataati hai uske diye jakhm ke nisaan aaj bhi baaki hai

Bewafa Shayari

Kar ke bewafai muskurate hey woh dil tutta hey to sharmate hey wo zakhm dil ka nahi dekh paate hey wo tabhi to is jahan me dilruba kahlata hey wo.

Bewafa Shayari

Sagar ki lehro ka kinara na raha manzil thi par thikana na raha chalte chalte raste yu kho gaye jo hamara tha ab hamara na raha.

Bewafa Shayari

Aaj Achanak Teri Yaad Ne Mujhe Rula Diya; Kya Karu Tum Ne Jo Mujhe Bhula Diya; Na Karte Wafa To Na Milti Ye Saza; Shayad Meri Wafaon Ne Hi Tujhe Bewafa Bana Diya!