Inspire

Inspire Shayari

Mehnat Lagti hai Sapno Ko Sach Banane Me, Housla Lagta hai Bulandio Ko Pane Me, Barso Lagte H Zindagi Bnane Me, Aur . . . . . . . . . . . . ., Zindagi fir b Kam Padti H “RISHTE” Nibhane Mein

Inspire Shayari

Waqt jaisa b ho “Accha” ya “Bura” badalta zarur h, . Isliye acche waqt me kuch aisa mat karo ki . . . . . . . . . . . . . . . bure waqt me log apka saath chhod de

Inspire Shayari

Kisi ne khoob kaha hai, . . Raste kaha khatam hote hai zindagi k safar me, Manzil to wahi hai jahan Khwahishen tham jaye.

Inspire Shayari

Guru Nanakji se pucha gya . . Aap bade h fir bhi niche Q baithe hain? . Bahut khoobsurat andaz me unhone jawab diya, . . “Niche baithne wala kabhi girta nahi”

Inspire Shayari

Khuda dil ke irade aajmata h, sapno ke parde aankho se hatata h, hausla mat harna jidagi mein kabhi, kyunki dard hi insaan ko jeena shikata h.

Inspire Shayari

Manzile insan ke hausle aazmati h, Sapno ke parde aankho se hatati h, Kisi bhi baat se himmat na harna, Thokar hi insan ko chalna sikhati h.

Inspire Shayari

Haath mein usko kalam ka aana accha lagta hai, usko bhi school ko jana accha lagta hai. bada kar diya ghardish ne waqt se pehle warna, sar pe kisko bojh uthana achchha lagta ha.

Inspire Shayari

Dur Rehkar Bhi Humse Vasta Rakhna, Mulakat Na Sahi Par Bato Ka Silsila Rakhna, Chu Lo Asmaa Ko Tum Ye Meri Tamanna H, Par Hum Tak Vapas Aane Ka Rashta Rakhna.

Inspire Shayari

Darr Nahi Lagta Mujhe Haar Jaane Se, Haaro Ge Tum Mere Dur Jaane Se, Aaj Paas Hun Toh Qadar Nahi Tumko, Yaqeen Karo Toot Jaoge Tum Mere Chale Jaane Se.

Inspire Shayari

In Nafraton Ki Deewaro Ko Todega Kaun, Agar Digaj Nahi Karenge To Pehl Karega Kaun, Is Duniya Mein Bahot Raste Hai Chalne Ki Liye, Agar Sach Ke Raste Na Chala to Mujhe Yaad Karega Kaun, Har Azadi Se Pehle Marna Padta H, Agar Marne Se Dar Gaya To Mujhe Azad Karvavega Kaun.

Inspire Shayari

Wo Khud Hi Teh Karta H Manjil Aasmano Ki, Parindo Ko Nahi Di Jati Taleem Udaano Ki, Rakhta H Jo Housla Aasmaan Chune Ka, Usko Nhi Hoti Parwah Gir Jane ki.

Inspire Shayari

Abhi to baaz ki asli uddan baki h Abhi to aapka immtihan baki h Abhi tak to aapne jammi dekhi h Abhi to pura aasmaan baki h.

Inspire Shayari

Kamyabi kabhi badi nahi hoti, Pane wale hamesha bade hote hai. Darar kabhi badi nahi hoti, Bharne wale hamesha bade hote hai. Itihaas ke har panne par likha hai, Dosti kabhi badi nahi hoti, Nibhane wale hamesha bade hote hai.

Inspire Shayari

Jo ho gaya use socha nahi karte, jo mil gaya use khoya nahi karte, hasil unhe hoti h manjil, jo waqt halat or kismat pe roya nahi karte.

Inspire Shayari

Zindagi Choti Nahi hoti Bas Hamari Khwaish Badal Jaati Hai, Usi Tarah Koi Bura Nahi Hota Bas Hamari Soch Badal Jaati Hai.

Inspire Shayari

Rehne De Aasma Zameen Ki Talash Kar, Sab Kuch Yahi Hai Na Kahi Aur Talash Kar, Har Arzoo Puri Ho To Jine Ka Kya Maza, Jeene Ke Liye Bas Ek Kami Ki Talash Kar.

Inspire Shayari

Jeevan me “safal” hone ke liye. 3 Factory jaroor lagao… 1st: brain me ice factory. 2nd: juban me sugar factory. 3rd: heart me friendship factory.

Inspire Shayari

Hatho ki lakeeron par kabhi bharso nahi karna, taqdeer to unki bhi hoti h jin ke hath naho hote.

Inspire Shayari

Aakash dhara se ek raat bola ye, teri chati par bahut bojh rehta h, dharti boli, tu roo deta pal bhar mein, samrthwan hi sab dukh –sukh sehta h.

Inspire Shayari

Jeevan mein fal pane ke liye , sharam karni padti h, ishwar sirf lakeeren deta h, rang khud hi bharna padta h

Inspire Shayari

Kya pata maut ka kab paigam aa jaye, jindagi ki aakhir sham kab aa jaye, me to talash karta hu aise mauke ko ‘Tahir’, ki meri jindagi bhi kisi ke kaam aa jaye.

Inspire Shayari

Baithe-Baithe zindgi Barbaad Na Kijiye, zindgi Milti Hai Kuch Kar Dikhane Ke Liye, Roke Agar Aasman Hamare Raste Ko, To Taiyaar Ho Jao Aasman Jhukane Ke Liye.

Inspire Shayari

Aisa Nahi Ki Raah Mein Rehmat Nahi Rahi, Pairo Ko Tere Chalne Ki Aadat Nahi Rahi, Kashti Hain To Kinara Nahi Hai Door, Agar Tere Irado mein hai Bulandi Bani Rahi.

Inspire Shayari

Waqt Se Lad Kar Jo Apna Naseeb Badal De, Insaan Wahi Jo Apni Taqdeer Badal De, Kal Kya Hoga Kabhi Naa Socho, Kya Pata Kal Waqt Khud Apni Lakeer Badal de.

Inspire Shayari

Phulon se zyada haseen muskan ho aapki, chand sitaron se zyada unchi shaan ho aapki, zindagi ka sirf ek hi ho maksad aapka, ki asman se bhi unchi rahe udan apki.

Inspire Shayari

Raah e zindagi me aise mod bhi aate hai, seedhe rakhe kadam bhi dagmaga jaate hai, behake kadamo ko jo sambhal paate hai, wo mukamal insaan kehlate hai.

Inspire Shayari

Tu apne gamo ki yun numaish na kar, jo teri kismat mein nahi hai use pane ki khawish na kar, jo tera hai wo tere dar par chal kar khud ayega, tu iss baare me hi soch kar apni zindgi barbaad mat kar.

Inspire Shayari

Manzil Insaan Ke Hausle Aazmati Hai, Sapno Ke Parde Ankhon Se Hatathi Hai, Kisi Bhi Baat Se Himmat Na Harna mere dost, Thokar hi Insaan Ko Chalna Sikhati Hai.

Inspire Shayari

Himmat mat har rak hausla wo manjar bhi aayega, Pyase ke paas chal ke khud samundar bhi aayega, Yu thak-har kar na baith aye-manzeel ek musafir, Manzeel bhi milegi aur milne ka maja bhi aayega.

Inspire Shayari

hai bhala ye kaisa daur sab kuch berukha sa hai, bin tere h sathiya ab jeena bhi daga sa hai, roj puchenge wo haal ajnabiyo se mera, ek din to vilayato mein aana-jana hona mera bhi hai.

Inspire Shayari

Rehne Do Aasman Zameen Ki Talash Karo, Sab Kuch Yahi Hai Kahi na Aur Talash Karo, ho har khawaish Puri To Jeene Ka Maaza kya hai, Jeene Ke Liye Bas Ek Kami Ko din-raat Talash Karo.

Inspire Shayari

Muskilen dil ke irade aajmati hai, sewpan ke parde nigahon se hatati hai, hausala mat haar girkar oh mushafir, thokare insaan ko chalna sikhati hai.

Inspire Shayari

Musqilon Mein Bhag Jana Aasan Hota Hai, Har Pehlu zindagi ka Imtehan Hota Hai, Darne Walo Ko Kuch Milta Nahi Zindagi Mein, sangarsh krne Walo Ke Kadmo Me Jaha Hota Hai.

Inspire Shayari

Na kar tamanna aye dil tu kisi ko paane ki, Badi bedard nigahe hai iss zamane ki, Khud ko bana le kabil tu ab iss kadar, Ki rakhe log tamanna sirf tujhi ko paane ki.

Inspire Shayari

Ajab bemaqsad hai salsila-e-mohabbat bhi, Yeh lamha humse ab guzara nahi jaata, Nahi door tak jeet ke aasaar kahi bhi magar, Na jaane kyu humse haara nahi jaata.

Inspire Shayari

Khokar paane ka maja hi kuch aur hai, Roo-kar muskurane ka maja hi kuch aur hai, Haar to zindagi ka hissa hai mere dost, Harne ke baad jitne ka maja hi kuch aur hai.